Jaryan kay asbab aur desi ilaj
jaryan ki wajha kiya hy sub sy pehly to is ki wajha batata hoon.bari wajah hy musht zani,stomach ki khrabi,shrab noshi,blue movies ka dekhna,liver ki garmi,masana ki garmi,zayda ghost khana,zayada tea peena,mani ka patla pan yeh sab jaryan kay aam asbab hain.first of all app jaryan ki cause search karin us ky bad app cure ki taraf aain.jaryan ka ilaj k wasty main app ko asan herbal remedies batany ja raha hoon woh yeh hy
asgand nagori,stawar,salab misree,talmakhana,ghookhroo,har aik 5 tola misree 25tola sab herbs ko achi tarha grind kar k pees lain aur glass bottel main save kar lain half table  spoon at morning before meal and hakf table spoon at night with half warm milk