Qabz (Constipation) Kiya Hy Aur is Ka Treatment (Elaj)
qabz ka fori ilaj,qabz ka ilaj tib e nabvi,qabz ka rohani ilaj,purani qabz ka ilaj,bachon ki qabz ka ilaj,qabz ka nuqsan,qabz ka ilaj in pregnancy,constipation ka ilaj in urdu.
Qabz (Constipation) Kiya Hy Aur is Ka Treatment (Elaj) in hindi urdu
Qabz se murad woh surat hal hoti hai jis mein khushk, sakht ajabat maamool se hat kar, kam taadad mein ya be qaidgi se dushwari, tkleef aur baaz auqaat dard ke sath ho. Aam tor par isay be zarar samjha jata hai lekin is baat ka imkan hota hai keh yeh koi poshidah kharabi ki alamat ho. Khas tor par in afrad men jo 40 saal se ziadha ke ho chuke hain.
Rozana 6 glass water pena,Suba o Sham pait par sarsoon ka oil ki maalish,Dhoodh garm kar kay ais main ghee mila kar peena mufeed hai,Zaida sa zaida laasi peena mufeed hai,Pukhta kharbozay khana qabz dor karnay ka umda ilaj hai,5 khusak Injeer dhoodh main ubal kar rar ko sonay sa qabal khana kabz ka ilaj hai,Rat sonay sa qabal 2 table spoon arand ka oil pee lanay sa qabz baki nai rahti,Chand din rozana tarboz khanay sa qabz dor ho jati hai,qabz ki problem ho to pukhta papita use karen,Apple aik ya do chilkay samait nihar muu khanay sa qabz dor hoti hai,Har kisam kay fruist aur salad ka use karnay sa qabz dor hoti hai.